e kasid teri manmani aur humko unki khabar nahi aati.
ye sajda roz roz ka fir kyon dua asar nahi pati.
yu to khub samaz chuka hu jindagi ka falsafa.
kambakht maut fir bhi magar nahi aati.(1)
har shakh suni har darakht budha hai.
rumaniyat aajkal kahi nazar nahi aati.(2)
aate hai khayal jahan me kai lekin.
yaad unki phir bhi ek pal nahi jati.(3)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment